Premium ₹999+

Heavy kapda aur border work wale premium catalogues.

67 catalogue

Blueberry Silk 6 sarees5

Blueberry Silk

Party wear · Shaadi · Tyohaar · Gifting

Chap dying satin and pashmina satin, rich pallu, Heavy jarkan work, seroski on the pashmina design

₹1,944/ saree

Saari variety ek saath dekhiye

Pehli baar Malaa se le rahe hain?

Ek baar Surat ki dukaan zaroor aaiye

  • Website par sirf kuch designs hain. Poori variety dukaan par dikhti hai.
  • Kapda haath se chhoo kar, rang aur kaam apni aankhon se dekhiye.
  • Koi zabardasti nahi. Dekhiye, pasand aaye tabhi lijiye.

Shop L-5, 1st Floor, Surat Textile Market (Godown), Ring Road, Surat, Gujarat 395002
Somvaar se Shanivaar, 10 baje se 7:30 baje tak

Premium ₹999+: jaankari

Heavy kapda aur border work wale premium catalogues.

Shaadi, function aur khaas mauke ke liye bhaari kapde aur border work wali sarees, Malaa ki apni manufacturing. Premium maal mein kapda aur finishing dekhna zaroori hai, isliye hum video call par Surat ki dukaan se sarees live dikhate hain.

WhatsApp par apna budget aur quantity bataiye, hum matching catalogues bhejenge.